Tuesday 26 February 2013


Pyaar--



Pyaar wo ehsaas h jo dil to karib hota h

Dil m rhkar bhi dil s dur hota h...
pyaar karne ko to sab karte h
par pyaar ko nibhana har kisi k liye namumkin hota h...

Pyaar to wo ehsaas hai jo dikhaya nhi jaata bas jataya jaata h
wo kasam hai jo thodi nhi jaati, par nibhai jaati h
pyaar wo kashmakash h jo suljae nhi suljhta
fir bhi iske bina zindagi nhi chalti..

Pyaar ka matlab h intezaar kisika umar bhar
uske siva kisi or k na banne ki chah
mile ya nhi wo hume zindagi m
mile ya nhi wo hume is zindagi m
fir bhi usse hi pyar karna
ase pyaar ko khte h zindagi
ase pyaar ko kehte h zindagi
uske siva kisi ka nhi banna

Ek kahani sunata hu mere dosto..

janta hu m ek pagal ladhki ko
harkate hai uski paglo wali
ladhna usko aata nhi h
fir bhi banti h jhansi ki rani..

kehti hai mujhko main hu sabse alag
hota hu main bhid main par rehta hu alag
mujhko mujhse milwana chahti hai wo
bas mujhe ladhai main harana chahti hai wo...

karti hai wo pyar kisi insaan se
naam japti hai pura din hum sabke samne
pagalo ki tarah pyaar karti hai usse wo
ladhna usko aata nhi
fir bhi jhansi ki rani banti hai wo...

karte hain hum burai jab uske pyaar ki
ladhne pe aa jati hai wo
thoda thoda bolke chup ho jaati hai wo
janti hai wo jeet nhi sakti humse
janti hai wo jeet nhi sakti humse
isliye chup hone ke baad muh fulakar baith jati hai wo

samjhaya usse bar bar sabne milkar
samjhaya usse bar bar sabne milkar
jo sapna usne sajaya h wo nhi hoga sakar
jo sapna usne sajaya hai wo nhi hoga sakar
jisse wo pyar karti hai wo nhi hai koi mamuli insaan..
jankar sab kuch muskurati hai wo
ladhna usko aata nhi
fir bhi jhansi ki rani samjhti hai khud ko...

uska pyaar itna pavitra hai us insaan k liy
uska pyaar itna pavitra hai us insaan k liy
sab kuch jaan kar bhi apna manti hai usko
nhi mil sakte ye do dil
nhi mil sakte ye do dil
fir bhi aas lagae baithi hai wo

kehti hai ki
zindagi bhar intezar karungi main uska
zindagi bhar intezar karungi main uska
ek baar kehde wo
rakhega jasse wase rahungi main
rakhega jasse wase rahungi main
bas ek baar apna le wo mujhko

uska pyaar dekh k lagta h
uska pyaar dekh k lagta h
kaash mera bhi koi karta ase intezaar
ek jhalak paane ke liy meri koi rehta bekarar
baat na karu agr usse to wo puche baar baar
khafa ho jau to wo manaye baar baar
kaash karta mujhe bhi koi is hadh tak pyaar

ye dua h dil s meri
ye dua h dil s meri
usko mile uska pyaar
jiske liy wo tarsti h
ban jae wo uske sir ka taz.....

main bhi chata hu ek asa pyaar
jo zindgi bhar karne ko tyaar mera intezaar
zindagi choti ho badi
m ta-umar karunga usse pyaar

isliye mere dosto
agr kisse ko pasand karte ho ya kisse se pyaar hai
to khdo dil khol k aaj
kya pata us insaan ko apki baat ka intezaar
wo karta/karti ho apse pyaar
bas apke khne ko ho intezaar
mauka mila hai to usko na gavana
apna pyaar usko zarur mehsus karana
apna pyaar usjo zarur mehsus karana

Hame dekh k chehra ghuma lete hai,
mere naam pe najre fira lete hai,
par ek bat pe na chale jor unka,
krte hai baatein gairo ki,
lekin kasme mere nam ki kha lete hai..

keh do unhe jakar----
mere liy tum meri duniya ho
mujhe chow kar niklane wali wo hawa ho tum
meri mangi hui dua ho tum
meri ankho ka nur ho tum
mere dil ka dastur ho tum
or kuch tum ho na ho
mere liye mera saara jahan ho tum............

4 comments: